भेज रहे हैं नेह-निमंत्रण
BHEJ RAHE HAIN NEH NIMANTRAN
mehra parivaar aur anand parivaar aapko sapariwar bula rahe hain
kaaryakram
mehendi
haldi
sangeet
baraat aur preetibhoj
ye wala card sabko nahi jaata.
pheras
reception
pin pe bharosa mat karna. gate pe kisi se poochh lena, sab bata denge.
kya pehenna hai
angootha yahan
aa rahe ho na
angootha rakho. daba ke rakho. jitni der rakhoge, utne log aayenge.
rsvp
kuch bhi poochhna ho toh
darshanabhilashi
meli didi ki shaadi mein jalool jalool aana
guddu, pihu, ranu
lifafa mat sochna. aap aa jao, wahi bahut hai.
paanch saal se ye ladka ghar aa raha hai, chappal bahar utaar ke.
ab ghar ka ho jayega.
aap aaoge toh hi lagega ki sach mein shaadi ho gayi.
aage bhejne se pehle naam badal dena. warna sabko sharma ji likha aayega.
aana zaroor. sirf haan haan aayenge mat bolna.